ek baat kahu walla ye husn subhan-allah
ek baat kahu walla ye husn subhan-allah
jab naam liya dil tham liya kaho kaisi rahi
bas tumne kadar ki hai kya khub najar ki hai
bas tumne kadar ki hai kya khub najar ki hai
dildar mile to aisa mile kya baat kahi
aise ko mile taise ye tumko mile jaise
aise ko mile taise ye tumko mile jaise
jab ishk nahi to kuch bhi nahi kaho kaisi kahi
dunia me hasi na hote dunia me hasi na hote
ji hum bhi kahi na hote hamse hai tumhari shokhi
kya hota hami na hote kya hota hami na hote
hum naaz uthate hai rutho ko manate hai
jab ishk nahi to kuch bhi nahi kaho kaisi kahi
ye rup hai to ye rang hai ye rup hai to ye rang hai
jine ke yahi to dhang hai ji aapke hatho hi to
ye mard bechare tang hai ye mard bechare tang hai
ye tirchi najar katil tum ho to jawa hai dil
jab ishk nahi to kuch bhi nahi kaho kaisi kahi
hum hai to dhadakte hai dil hum hai to dhadakte hai dil
tum ho to machalte hai dil surat pe nahi jate hum
is dil se parakhte hai dil is dil se parakhte hai dil
sach kahne ke aadi hai hum to styavadi hai