Taqdeer ne loota mujhe
Taqdeer ne loota
Manzil pe lake pyar ne
Begana kar diya
Taqdeer ne loota mujhe
Taqdeer ne loota
Manzil pe lake pyar ne
Begana kar diya
Lakho hi sahe humne sitam
Gham bhi utahye gham bhi utahye
Rote hai dil hi dil me sanam
Dard chhupaye dard chhupaye
Aabad hai gham se
Meri aabad hai duniya
Ek bewafa ke pyar
Ne diwana kar diya
Taqdeer ne loota mujhe
Taqdeer ne loota
Manzil pe lake pyar ne
Begana kar diya
Kya kya thi tamnaaye
Jo hum leke chale hai
Kya kya thi tamnaaye
Jo hum leke chale hai
Dil pehle diya jaan bhi
Ab deke chale hai
Ha jaan deke chale hai
Fariyad hai gham ki
Mere fariyad hai duniya
Chhoti si baat thi
Jise afsana kar diya
Taqdeer ne loota mujhe
Taqdeer ne loota
Manzil pe lake pyar
Ne begana kar diya
Hum khud hi taposayat
Bane ulfat ko basake
Rote hai ashqo ko
Sine se laga ke
Lo pyar bhi ab chal
Diya nazro ko bachake
Haye nazro ko bachake
Mashad hai gham se
Meri mashad hai duniya
Ek dil tha jisko pehle
Hi nazrana kar diya
Taqdeer ne loota mujhe
Taqdeer ne loota
Manzil pe lake pyar
Ne begana kar diya.