Chanda Dheere Se Aa Aangan Me Lyrics | Sitara

                        
                        chanda dhire se aa aangan me
nindiya akhiyan me
soye meri laadli
chanda dhire se aa aangan me
nindiya akhiyan me
soye meri laadli

chanda ke panghat pe naache chakori
palkan me baandhe kirano ki dori
kirano ki dori
khele aankh michauli sakhiyan me
nindiya akhiyan me
soye meri laadli

o naino ke mandir me baaje shehnai
nindiya ki devi pujan ko aayi
pujan ko aayi
jaago bhagwan ab to tan man me
nindiya akhiyan me
soye meri laadli

chanda dhire se aa aangan me
nindiya akhiyan me
soye meri laadli

(second version)

chanda dhire se aa aangan me
nindiya akhiyan me
soye meri laadli
chanda dhire se aa aangan me
nindiya akhiyan me
soye meri laadli

o naino ke mandir me baaje shehnai
naino ke mandir me baaje shehnai
nindiya ki devi pujan ko aayi
pujan ko aayi
akhiya khoyi hai pi ke darshan me
nindiya akhiyan me
soye meri laadli

o duniya ke patthar ko samjha hai moti
dipak hai saccha jhuthi hai jyoti
jhuthi hai jyoti
jaago bhagwan ab to tan man me
nindiya akhiyan me
soye meri laadli

jhuthi ye aasha na man me palegi
kaagaj ki naiya kab tak chalegi
leke tufan laakho jivan me