Sara din jage to bejan si ho jati hai
Sara din jage to bejan si ho jati hai
Sans leti huyi aankho ko zara sone do
Sans leti huyi aankho ko zara sone do
Sans leti huyi aankho ko zara sone do
Bolti rahti hai gungi bate
Sara din chunti hoon sukhe patte
Rat bhar kati hai sukhi rate
Aankhe bujh jati hai ye dekha hai
Zindagi rukti nahi bujhti nahi
Zindagi rukti nahi bujhti nahi
Khwab chubhte hai bahut aankho mein
Neend jago to kabhi chubhti nahi
Dar sa rahta hai zindagi ka sada
Kya pata kab kaha se war kare
Kya pata kab kaha se war kare
Aasu thahre hai aankh ke aankho mein
Neend se kahdo intzaar kare
Neend se kahdo intzaar kare
Neend se kahdo intzaar kare.