Chalte rahne de
Yun hi sang tere
Jalte rahne de lamhe
Chalte rahne de
Yun hi sang tere
Jalte rahne de lamhe
Dhundhle rahne de
Dhun mein rahne de
Bin tere rahne de sapne
Dil ki manmaani ko
Zara ab chalne de
Yaari ki rahon mein
Do deeware deeware
Ban chale re
Manchale reman
Chale hum chale
Khwaabon ko kas ke
Baahon mein bharein
Ishq ki adaa mein
Jeene lage hum
Aur ghum ho
Chale faansle
Beparwaah se
Hone lage hum
Aur udne lage haunslein
Kal tak the kahi gumshuda
Kahi dilon mein bandhe the
Azad hue sab wo armaan
Raahein jab judi donon
Badhi jab se hain yaariyaan
Anjaan hua ye sara jahaan
Anjaan hoke hi
Mastaane hoke hi
Duniya ko khoke
Hum hole hole
Maddham maddham
Dooje ek jahaan
Mein kho jaayein
Ishq ki adaa mein
Jeene lage hum
Aur gum ho chale faansle
Beparwaah se hone lage hum
Aur udne lage haunslein
Lamha lamha agaz hai
Khamoshi bhi raaz hai
Khulkte dil ke raaz hai
Khultein rahe hum
Milte rahe hum
Khoyi rahe manzeelein
Dil ki manmaani ko
Zara ab chalne de
Yaari ki rahon mein
Do deeware deeware
Ban chale re
Manchale reman
Chale hum chale
Khwaabon ko kas ke
Baahon mein bharein
Ishq ki adaa mein
Jeene lage hum
Aur gum ho chale faansle
Ishq ki adaa mein
Jeene lage hum
Aur gum ho chale faansle
Beparwaah se hone lage hum
Aur udne lage haunslein.