ek pyaari govand main fasaaun
phir usse shaadi banaun
aur usske hi ghar mein ghar basake
jaise bhi ho zindagi yahin bitaun
abhi abhi mere dil mein ye khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai
aapni duniya mein sab ko ek din kho jaana hai
aur kissiko aapne sajan ghar jaana hai
sajan na jaane kaisa ho kidhar ho
gaur se dekho sajni shayaad idhar ho
mauka haseen hai tum issko na gavao
aisi jaagah pe aa ke kuch to kar jaao
goa teri har aada ke hum to deewane ho gaye
zindgai jeene ke yahaan pe kitne bahaane ho gaye
dus baara femi ke botaal charahoon, charhaoo
bindas yaaron ke sang nachu gaaun
jab tak yahaan hoon roz aapni
aazadi ka jashna aise manaoon
abhi abhi mere dil mein ye khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai
ho aisi kahaan pe hogi maasti hawaon mein
sab ko uda le jaaye ye aapni bahon mein
kya bolo yaaron ye to fantu jaagah hai
yahaan logo ki life bilkul aapni tarha hai
haar din yahaan pe jaise khula asmaan hai
sari duniya se zara hatke ye jahaan hai
goa teri haar aade ke hum to deewane ho gaaye
zindagi jeene ke yahaan pe kitne bahaane ho gaaye
jaalta hua ye samandar ka pani
pani mein pighli hui ye javani
hasraat bhari hai koi saath de to
kardoon yahaan pe main koi nadaani
abhi abhi mere dil mein ye khayal aaya hai
abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai