Ek Ped Humne Payar Ka Milke Lagaya Tha Kabhi Lyrics | Socha Na Tha

                        ek ped humne payar ka milke lagaya tha kabhi
aate jo phal to thik tha, woh na phale toh na sahi
kuch na hue to na sahi, na bane to na sahi
na mile na sahi, kuch na rahe to na sahi

ae zindagi har ek raaste se
humne pukara tumhe, socha savara tumhe
par tumko accha na laga, koi wada saccha na laga
tum roothe ho ye socha kar, tum ko manayege magar
ab humse roothi teri ye nazar
agar na hase na sahi, na bane to na sahi
na mile na sahi, kuch na rahe to na sahi

tum rasta mein ajnabee, lagta tha kyun ye har ghadi
aadhe adhure geet ki, ek tum kadi ek main kadi
tum rasta mein ajnabee, lagta tha kyun yeh har ghadi
tumhe dekh ke lagta tha ye, tum ho bane mere vaaste
milna hi tha humko magar, hum na mile to na sahi
ho zindagi

har gam har ek aansu hume apna banana aa gya
har haal mai har daur mai hume muskurana aa gya
har gam har ek aanshu hume apna banana aa gya
gam hai bhi to rukna nahi, jeena hai to jhukna nahi
ye zindagi koi khushi ab na bhi de to na sahi

ae zindagi har ek raaste se
humne pukara tumhe, socha savara tunhe