hum bhul gaye re har bat magar tera pyar nahi bhule

kya kya hua dil ke sath
kya kya hua dil ke sath, magar tera pyar nahi bhule
hum bhul gaye re har bat magar tera pyar nahi bhule
dunia se shikayat kya karte, jab tune hame samjha hi nahi

gairo ko kya samjhate ,jab tune hame samjha hi nahi
tune chhod diya re mera hath
tune chhod diya re mera hath, magar tera pyar nahi bhule
kya kya hua dil ke sath
kya kya hua dil ke sath magar tera pyar nahi bhule
hum bhul gaye re har bat magar tera pyar nahi bhule
kasme khakar wade tode hum, fir bhi tujhe na bhul sake

jhule to pade bago me magar, hum bin tere na jhul sake
sawan me jale re din rat, magar tera pyar nahi bhule