Is Pyar Ne Raahat Se Lyrics | Station Master

Lyricist :
Music Director : Prakash , Naushad
Singer : Prem Adib
                        
                        Is Pyar Ne Raahat
Ha Is Pyar Ne Raahat Se
Begana Bana Dhala
Arman Bhare Dil Ko
Begana Bana Dhala
Arman Bhare Dil Ko
Kis Haal Mein Rehta Hu
Ab Unki Bala Jane
Deewana Banana Tha
Deewana Banana Tha
Deewana Bana Dala
Deewana Banana Tha
Deewana Bana Dala
Is Pyar Ne Raahat Se

Malum To Jata
Kya Dard Judai Hai
Kyo Unko Bhi Ulfat Ne
Afsana Bana Dhala
Kyo Unko Bhi Ulfat Ne
Kismat Ne Diya
Us Shama Ki Auro Ko
Jalne Ke Liye Mujhsa
Parwana Bana Dala
Jalne Ke Liye Mujhsa
Parwana Bana Dala
Parwana Bana Dala
Is Pyar Ne Raahat Se
Begana Bana Dala
Is Pyar Ne Raahat Se.