o jaane wale
are zara wo jaane wale
rukh se anchal ko hata dena
zara wo jaane wale
rukh se anchal ko hata dena
tujhe apani jawani ki kasam
surat dikha dena
bhayi waah waah waah
agar puchhe wo kasid
tujhse meri khana barbadi
agar puchhe wo kasid
tujhse meri khana barbadi
hatheli par zara si, khak lena aur uda dena
hatheli par zara si, khak lena aur uda dena
hatheli par zara si, khak lena aur uda dena
zara wo jaane wale
rukh se anchal ko hata dena
bhayi waah waah waah aaj to aaj to
ek dam waah waah ho gayi
aa sharabe husn ke aage
ye pani fir bhi paani hain
sharabe husn ke aage
ye pani fir bhi paani hain
na bharna jaam saki
aankho aankho se peela dena
na bharna jaam saki
aankho aankho se peela dena
zara wo jaane wale
rukh se anchal ko hata dena
bhayi waah waah waah aaj
bada kamal ho rahi hain aaj to
are tumhara kya gaya hain
are samjh me na aaya ki
mujhe chadh gayi hain
tumhara kya gaya
dil par hamare gir padi bijli
are usi andaz se zalim
zara fir muskura dena
usi andaz se zalim
zara fir muskura dena
zara wo jaane wale
rukh se anchal ko hata dena
bhayi waah waah waah