ye duniya batati nahi tum kahan ho
wahi se aawaz de do jaha ho
bhala zindagi ye koi zindagi hai
ke dil ho yaha dil ka maalik waha ho
mere lala ko sulayegi nindiya
ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya
ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya
dhundhega bachpan mamta ki chhaya
dhundhega bachpan mamta ki chhaya
laau kahan se jo sukh banaya
laau kahan se jo sukh banaya
rutho huwo ko manayengi nindiya
ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya
ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya
bhagwan anokhe sapne dikhaye
bhagwan anokhe sapne dikhaye
phulo me kitne kaante chhupaye
kaante chhupaye
kaanto pe chalkar aayegi nindiya
ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya
ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya
aankho me jiske aansu samaye
aankho me jiske aansu samaye
jivan bhar usko nind na aaye
jivan bhar usko nind na aaye
aaoge tum to aayegi nindiya
ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya
ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya
ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya
ankhiyo me ghul mil jayegi nindiya