Welcome Entertainment Lover’s

Paise Ka Kya Yakeen Lyrics | Suhana Safar

                        
                        Haye re paisa haye re paisa
Haye re paisa haye
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya
Aisa bhi huzoor kya
Daulat ka suroor kya
Aisa bhi huzoor kya

Paise ke badle tumhari
Aankhe koi mange
Kya de doge kya de doge
Daulat ke badle tumhari
Izzat koi mange
Kya de doge kya de doge
Aao aao in paise
Walo ko samjhao
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya
Aisa bhi huzoor kya
Daulat ka suroor kya
Aisa bhi huzoor kya

Kya sohni ke paas koi
Jagir thi jo mahiwal hua
Deewana hua deewana
Kya majnu tha seth
Kya majnu tha seth koi
Jo dil de baithi laila
Ye batlana aji batlana
Jao jao us ladki
Deewani ko samjhao
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya
Aisa bhi huzoor kya
Daulat ka suroor kya
Aisa bhi huzoor kya

Dhadak sakte hai banke
Dil kabhi sine mein
Ho kabhi sine mein
Sona chandi
Ho sona chandi hi nahi
Kuch or bhi hota hai
Yaro jeene mein ha jeene mein
Jao jao us khidki ke niche gao
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya
Aisa bhi huzoor kya
Daulat ka suroor kya
Aisa bhi huzoor kya
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka kya yakeen kabhi
Hai to kabhi nahi
Paise ka garur kya
Aisa bhi huzoor kya
Daulat ka suroor kya
Aisa bhi huzoor kya.