aaha aaha aa, ye suhana safar
ho aaha aaha aa, ye suhana safar
rukti nahi hai, najaro pe najar
aaha aaha aa, ye suhana safar
ho aaha aaha aa, ye suhana safar
nigahe jhum rahi hai, kisi ko dhundh rahi hai
nigahe jhum rahi hai, koi mulakate mile
aisa koi sathi mile
jo ban jaye mera humsafar
aaha aaha aa, ye suhana safar
ho aaha aaha aa, ye suhana safar
abhi to dur hai manjil
dhadkane laga ye dil
abhi to dur hai manjil
tauba tauba haye haye
dil pe kya gujar jaye
samne wo aa jaye agar
aaha aaha aa ye suhana safar
aaha aaha aa ye suhana safar
mere dil bhul na jana
ke hai ye rasta anjana
mere dil bhul na jana
aise na machal jana
aage na nikal jana
chhod ke pichhe sanam ka ghar
aaha aaha aa, ye suhana safar
ho aaha aaha aa, ye suhana safar
rukti nahi hai, najaro pe najar
aaha aaha aa, ye suhana safar
ho aaha aaha aa, ye suhana safar