Katran bori kandhon pe
Paiband laga ke bandon pe
Chal chale hum ik kaaj bana ke
Toote button mein baksua phasake
Chal pade hum ik kaaj bana ke
Toote button mein baksua phasake
Kismat udhadi toh silvake
Sui dhaaga sui dhaaga
Sui dhaaga sui dhaaga
Sui seedhe khadi
Naache dhaaga
Sui dhaaga sui dhaaga
Sui dhaaga sui dhaaga
Jitne keher hum pe aa gire
Udar gadar hum bane
Jitna zeher hum pe tank do
Utne madhur hum bane
Fikron ki thaanon ke bojh se
Haan befikar hum bane
Dharti ko amber se jod dale
Koi jo thama de zara
Sui dhaaga sui dhaaga
Sui dhaaga sui dhaaga
Sui seedhe khadi
Naache dhaaga
Sui dhaaga sui dhaaga
Sui dhaaga sui dhaaga
Katran bori kandhon pe
Paiband laga ke bandon pe
Sapno ka bojh bhaari raha
Par dekhna toh jaari raha
Apno ke saath ka noor bhi
Humpe taari raha
Sapno ka bojh bhaari raha
Par dekhna toh jaari raha
Apno ke saath ka noor bhi
Humpe taari raha
Ek doosre ko hi thaam ke udna seekha hai
Ek doosre ko hi thaam ke udna seekha hai
Paan maati agni jodein
Humko de do zara
Sui dhaaga sui dhaaga
Sui dhaaga sui dhaaga
Sui seedhe khadi
Naache dhaaga
Sui dhaaga sui dhaaga
Sui dhaaga sui dhaaga
Katran bori kandhon pe
Paiband laga ke bandon pe
Katran bori kandhon pe
Paiband laga ke bandon pe