mayush bagba ko chaman chodna pada
apne hi gulo gumche se muh modna pada
ab jindagi ka koi sahara nahi raha
ab jindagi ka koi sahara nahi raha
apne hi ghar me apna basera nahi raha
ab jindagi ka koi
kyu lag gaya insaf ke minar pe grehan
dekar khushi ki jindagi lekar tamam gum
wo ja raha hai gesro saman bewatan
jaise gali me koi chanasha nahi raha
apne hi ghar me apna basera nahi raha
ab jindagi ka koi
yu so rahe hai dil ki sada tak nahi sunte
aawaz nahi dete hai aahat nahi sunte
apni hi kahani ka baya tak nahi sunte
apne hi razdar pe takiya nahi raha
apne hi ghar me apna basera nahi raha
ab jindagi ka koi