are ek hai ladki ek hai ladka
are dono mile to shola hai badaka
achha pyar ka khel suru ho gaya ai ai ai aiya kya hua
o yaar mila aur dil kho gaya ai ai ai aiya aisa kya
padh gaya piche ek diwana diwane ko ye samajhana
rota rahe vo dil kho gaya ai ai ai aiya kya hua
pyar ka khel khatam ho gaya ai ai ai aiya aisa kya
pyar to vo mujhse karti hai
par sachmuch vo mujhpe marti hai
pyar to vo mujhse karti hai
par sachmuch vo mujhpe marti hai
baat magar mahfil me kahane se darti hai
na to vo kisi pe marti hai na to vo kisi se darti hai
aur bari mahfil me alaan karti hai, kya
are rota rahe vo dil kho gaya ai ai ya ai ai ya kya hua
achha pyar ka khel suru ho gaya ai ai ai aiya aisa kya
kah do ye jara diwane ko samma ke parvane ko
kah do ye jara diwane ko samma ke parvane ko
samma chup jayegi thadapeyegi parvane ko
ha chhup ke kaha jayegi are husn ko kaha chupayegi
are lakh chhupe parde me diwane ko najar aayegi
ai ai ya ai ai ya ai ai ya ai ai ya