aasu bhi hai khusiya bhi hai kaate bhi hai kaliya bhi hai
dukh sukh se bhari hai ye zindagi
tumhe kaisi mili hai ye zinagi
zara ji ke to dekho ise jike to dekho
aasu bhi hai khusiya bhi hai kaate bhi hai kaliya bhi hai
dukh sukh se bhari hai ye zindagi
tumhe kaisi mili hai ye zinagi
zara ji ke to dekho ise jike to dekho
ye mat socho ke kitna mila socho bahut mila hame jitna mila
ye mat socho ke kitna mila socho bahut mila hame jitna mila
kismat kismat kaho na mehnat mehnat karo
ke rona bhi hai hasna bhi hai pana bhi hai tarasna bhi hai
nahi itni buri hai ye zindagi tumhe kaisi mili hai ye zinagi
zara ji ke to dekho ise jike to dekho
log nikale chand me bhi kasar jaisa jo dekhe wahi aaye najar
log nikale chand me bhi kasar jaisa jo dekhe wahi aaye najar
awgun awgun na dekhogun bhi dhunda karo
ke halki bhi hai ye bhari bhi hai
ye meethi bhi hai khari bhi hai
har pag pe nayi hai ye zindagi tumhe kaisi mili hai ye zinagi
zara ji ke to dekho ise jike to dekho