dil lagakar unse yaara pure ghate me rahe
wo toh jyu ke tyu rahe
hum sukh kar patjhad hue re
kya kahe kis bewafa ki nazro me hum kho gaye

hichkiya bharte hi bharte adhmare hum ho gaye

haye adhmare hum ho gaye
ho gaye gayab kidhar
jo mujh par marne wale the
kori aahe le mohabbat mujhse karne wale the
hichkiya bharte hi bharte kya kahi par so gaye

khojne mujhko chale the khud hi lekin kho gaye

kho nahi sakte kabhi is shakal ke aashik janab

lo tumhare ik ishare par hi hazir ho gaye

aaj aayi hu ki main marna tumhara dekh lu
marna tumhara dekh lu
dekh le dunia bhi mere kaise majnu ho gaye

hum tumhare hizar me fansi lagane wale the

sunte hi aawaz mithi aashiki me kho gaye

acha lao main laga du fansi apne hath se

ab mare meri bala jab samne tum ho gaye
ab mare meri bala jab samne tum ho gaye
bas tumhi majnu ho sache kya adaye payi hai
bas tumhi majnu ho sache
bas tumhi majnu ho sache kya adaye payi hai
haye kya adaye payi hai
aaj se main hu tumhari, tum hamare ho gaye
tum hamare ho gaye aur hum tumhare ho gaye