dandiye ke bahana aa jana, kabhi milne milane aa jana

chandni raat hai chand bhi sath hai
dhadkane hai jawaan kya mulakat hai
ab mane na dil hai diwana

koi kisi ki ankho me dekhe, koi man ka sapna sajaye
sapna sajaye sapna sajaye, ho garbe ka mosam har sal aaye
bichde dil ko fir se milaye, fir se milaye fir se milaye
ho gayi vo meri ho gayi kho gayi aji ha kho gayi
diwani meri bato mai do char hi mulakato mai
taire bato me mulakato me, pyas dil ki bujhane aa jana
dandiye ke bahana aa jana, kabhi milne milane aa jana
dandiye ke bahana aa jana, kabhi milne milane aa jana
mauka milega aisa kabhi na, dekho isko yu na gawana
yu na gawana yu na gawana, jo dil me aaye hamko batana
bate dil ki ab na chupana, ab na chupana ab na chupana
kya kare kare hum kya kare, kyu dare dare hum kyu dare
hum ashiqi ke mare hai, chahat me sab kuch hare hai
dil hare dil hare hai, zara chehra dikhane aa jana