Jab jab dekhu mai teri taraf
Dil dhak se dhadak jata hai
Aati hai udke ek chingari shola bhadak
Shola bhadak jata hai
Are jab jab dekhu mai teri taraf
Dil dhak se dhadak jata hai
Aati hai udke ek chingari
Shola bhadak jata hai
Jab jab dekhu mai teri taraf
Dil dhak se dhadak jata hai
Phulo ki rut me tu kata banke
Tu kata banke khatak jata hai
Ho jab jab dekhu mai
Jab bhi tera nam leta hu
Mai kitne paigam deta hu
Jab bhi tera nam leta hu
Mai kitne paigam deta hu
Kahti hai kya kya ye meri aankhe
Karta hu kitni aankho se bate
Ye pyar mera jane kaha
Raste me atak jata hai
Aati hai udke ek chingari
Shola bhadak jata hai
Are jab jab dekhu mai
Kya pyar aise diwane ka
Jutha tu sare jamane ka
Kya pyar aise diwane ka
Jutha tu sare jamane ka
Dekhe kabhi na surat tu meri
Dekhu kabhi na surat mai teri
Par kya karu mai aachal nigoda
Sar se sarak jata hai
Phulo ki rut me tu kata banke
Tu kata banke khatak jata hai
Ho jab jab dekhu mai
Ye pyar ha iek lamba safar
Tujhko pat akya o bekhabar
Ye pyar ha iek lamba safar
Tujhko pat akya o bekhabar
Lambe safar ko chota banade
Manjil ka mujhko raasta bata de
Dil se nikalta hai rasta jo
Wo dil talak jata hai
Aati hai udke ek chingari
Shola bhadak jata hai
Jab jab dekhu mai teri taraf
Dil dhak se dhadak jata hai
Phulo ki rut me tu kata banke
Tu kata banke khatak jata hai.