dharam raksha param dharam
suswagatam abhinandanam
abhinandanam suswagatam
shat shat karu sar jhuka ke naman
o sundari o sundari chanchal pari
chanchal pari o sundari
tu hai widhata ki jadugiri
sansar to hai dukho ka bhawar
yowan mera hai sukho ki lahar
yamlok me koi aisa nahi
sundar waha tere jaisa nahi
rakhiye gada pas to ayiye
mai sewika hu na ghabraiye
o sahchari o sahchari kadambari
kadambari oo sahchari
manmohini tu hai mad se bhari
ango me thirkan adhar par hasi
tu menka hai ya hai urvashi
bhulauk ki ek nari hu mai
sundar badi sukamari hu mai
praneshwari o hrideshwari
ban jaungi aapki anuchari praneashwari
mai rup ki pyasi nadi
pyasi nadi mai rup ki
sagar se gahre hai mere nayan
rukja madhumati
o sundari chanchal pari
chanchal pari o sundari
tu hai widhata ki jadugiri