yun chhup chhup ke
chupke chupke mera aana
yaad rahe yun bhul na jaana
yun chhup chhup ke
chupke chupke mera aana
hamko sataoge, bada dukh paoge
lag jayegi meri hay
hamko sataoge, bada dukh paoge
lag jayegi meri hay
hay sataye hay jalaye
hay sataye hay jalaye
kahi bhi jaoge kal na aaye
hansega sara jamana
yaad rahe yun bhul na jaana
yun chhup chhup ke
chupke chupke mera aana
pyar ki maar buri, dil ki haar buri
pyar ki maar buri, dil ki haar buri
lo haar gaye dil
badi mushkil nanha sa hain
mera dil, tod na jana
hansega sara jamana
yaad rahe yun bhul na jaana
yun chhup chhup ke
chupke chupke mera aana
yaad rahe yun bhul na jaana
yun chhup chhup ke
chupke chupke mera aana