Hum aate hain aate hain
Thande mausam mein
Hum aate hain aate hain
Thande mausam mein
Tum kisko lene aate ho
Thande mausam mein
Hum kinko lene aate hain
Thande mausam mein
Tum kisko bejenge
Thande mausam mein
Hum kinko bejoge
Thande mausam mein
Mera sohar o mera sohar
Bada sharmila bada sharmila
Baitha hain dekho nazare jhukaye
Mera sohar bada sharmila
Bada sharmila
Baitha hain dekho
Nazare jhukaye
Kuch kahana to chahe
Magar bol nahin paye
Khol nahin paaye jubaa
Mera sohar o
Mera sohar
Bada sharmila
Bada sharmila
Baitha hain dekho
Nazare jhukaye
Meri biwi meri biwi
Gajab ki chalu
Bana ke mujhe balu
Dekho ji mujhe
Din bar nachaye
Meri biwi gajab ki chalu
Bana ke mujhe balu
Dekho ji mujhe
Din bar nachaye
Musibat ye gale padi
Baithe baithaye
Ab to alla bachaye
Meri biwi gajab ki chalu
Bana ke mujhe balu
Dekho ji mujhe
Din bar nachaye
Baat ek raat ki hain
Thak ke jab main soya tha
Mitte khawab
Me main khoya tha
Hui dastak to
Mai samajha
Koi mahmaan aaya
Kya khabar thi ki
Meri maut ka samaan aaya
Khola darwaja to
Surat ki ye boli bali
Khali ghar dekha ke
Ban baiti meri ghar wali
Kismat ne kaise mujhe
Din ye dikhaye
Mujhe koi to bachaye
Haye biwi
Meri biwi gajab ki chalu
Bana ke mujhe balu
Dekho ji mujhe
Din bar nachaye
Mera sohar
Bada sharmila
Bada sharmila
Baitha hai dekho
Nazare jhukaye
Ghar to khali tha
Tere ghar basaya humne
Ban ke biwi tujhe
Insaan banaya humne
Nakhare sahkar bhi tere
Lab pe mere aah nahin
Khatima aisi hoon
Jiski koi tankhawa nahin
Teri bigadi huyi
Har baat banegi humse
Dekh duniya mein teri
Shaan badegi humse
Pyar karu main
Ye aankhe dikhaye
Isse laaz nahin aaye
Ye mera sohar
Ye mera sohar
Bada sharmila
Bada sharmila
Baitha hain dekho
Nazare jhukaye
Meri biwi gajab ki chalu
Bana ke mujhe balu
Dekho ji mujhe
Din bar nachaye
Musibat ye gale padi
Baithe bithaye
Ab to alla bachaye
Haye biwi mera sohar
Haye haye biwi
Mera sohar.