Sab chalte hain duniya
Ki in raahon mein
Par kya karoon hai
Nasha koyi hawaon mein
Ab zameen ko chor ke
Mujhko bas hawa mein udne do
Udne do udne do
Ab mujhko udne do
Udne do udne do udne do
Udne do udne do
Ab mujhko udne do
Udne do udne do udne do
Ab zameen ko chor ke
Mujhko bas hawa mein udne do
Jo peelega bas ek vaari
Mere honthon de pehmaani
Gi haal huwega phir usda
Oh yaar mere rab jaane
Hum yaar deewane kab honge
Aankhon mein sitaare jab honge
Armaan humaare is dil ke
Poore na jaane kab honge
Ab zameen ko chor ke
Mujhko bas hawa mein udne do
Udne do udne do
Ab mujhko udne do
Udne do udne do udne do
Udne do udne do
Ab mujhko udne do
Udne do udne do udne do
Kuch log mohabbata karde
Ne par kehne ko bhi darde ne
Kyon rab te shikayat aandi
Ye kyon thandiya hawa parde ne
Dil ho kaise khamosh abhi
Kuch kuch hai salaamat hosh abhi
Ab tak yeh tamanna baaki hai
Poore na huwe madhosh abhi
Ab zameen ko chor ke mujhko
Bas hawa mein udne do
Sab chalte hain duniya
Ki in raahon mein
Par kya karoon hai
Nasha koyi hawaon mein
Ab zameen ko chor ke mujhko
Bas hawa mein udne do
Udne do udne do
Ab mujhko udne do
Udne do udne do udne do
Udne do udne do
Ab mujhko udne do
Udne do udne do udne do.