hai ye tan dhup me jhulsa, dhundh raha hai chhao
hai ye jag rain basera, dur hai mera gaon
kaha jau kise batau, jo haal hai mere man ka
mere man ka
harzai hai raat meri, mujhe bhor nazar na aaye
rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse

na meherbaani hai koi na koi saaqi
zaahir mera dard kare do naina zajbati
hai kaagaz ki naav meri, gehra hai bhavsagar jeevan ka
har koshish nakaam huyi, ab kaun jatan rang laye
rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse
rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse
sochoun manjhi re, kaun ghataye lagai baha tomhar naav

sochoun manjhi re, majdhar me uljhi meri naav
kaha jau kise batau, jo haal hai mere man ka
re mere man ka
harzai hai raat meri, mujhe bhor nazar na aaye
rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse
rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse
rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse
rutha main khud mujhse, ye jag mujhse mera rab mujhse
sochoun manjhi re, sochoun manjhi re