Uff kitani thandi hai yeh
Rut sulage hai tanhaayi meri
San san san jalta hai badan
Kaanpe hai angadaayi meri
Uff kitani thandi hai yeh
Rut sulage hai tanhaayi meri
San san san jalta hai badan
Kaanpe hai angadaayi meri
Tumpe bhi sona hai bhaari
Woh hai kaun aisi chingaari
Tumpe bhi sona hai bhaari
Woh hai kaun aisi chingaari
Hai koyi inn aankho me ek
Tum jaisi khwaabo ki pari
Uff kitani thandi hai yeh
Rut sulage hai tanhaayi meri
San san san jalta hai badan
Kaanpe hai angadaayi meri
Yeh tanha mausam mehtaabi
Yeh jalati bujhati bekabi
Yeh tanha mausam mehtaabi
Yeh jalati bujhati bekabi
Mehalo me tharraati hai ek
Betaabi armaan me bhari
Uff kitani thandi hai yeh rut
Aise hain dil pe kuchh saaye
Dhadkan bhi jal ke jam jaaye
Aise hain dil pe kuchh saaye
Dhadkan bhi jal ke jam jaaye
Kaanpo tum aur sulage ham
Yeh hai chaahat ki jaadugari uff
Uff kitani thandi hai yeh
Rut sulage hai tanahaayi meri
San san san jalata hai badan
Kaanpe hai angdaayi meri.