Jeevan ki bagiya
Mahakegi lahakegi
Jeevan ki bagiya mahakegi
Lahakegi chahakegi
Khushiyo ki kaliya jhumengi
Jhulengi phulengi
Jeevan ki bagiya
Woh mera hoga woh
Sapna tera hoga
Milajul ke maanga
Woh tera mera hoga
Jab jab woh muskurayega
Apna sawera hoga
Woh mera hoga woh
Sapna tera hoga
Milajul ke maanga woh
Tera mera hoga
Jab jab woh muskurayega
Apna sawera hoga
Thoda hamaara thoda
Tumhara aayega
Phir se bachapan hamaara
Jeevan ki bagiya mahakegi
Lahakegi chahakegi
Khushiyo ki kaliya jhumengi
Jhulengi phulengi
Jeevan ki bagiya
Ham aur bandhenge ham
Tum kuchh aur badhenge
Hoga koyi bich toh ham
Tum aur badhenge
Bandhega dhaga kachcha
Ham tum tab aur badhenge
Kuch aur badhenge ham
Tum aur bandhenge
Hoga koyi bich toh ham
Tum aur badhenge
Bandhega dhaga kachcha
Ham tum tab aur badhenge
Thoda hamaara thoda
Tumhara aayega
Phir se bachapan hamaara
Jeevan ki bagiya mahakegi
Lahakegi chahakegi
Khushiyo ki kaliya
Jhumengi jhulengi phulengi
Jeevan ki bagiya
Mera rajdulaara woh
Jeevan paran hamaara
Phulega ek phul
Khilega pyaar hamaara
Din kaa woh suraj hoga
Raato kaa chaand sitaara
Mera rajdulaara woh
Jeevan paran hamaara
Phulega ek phul
Khilega pyaar hamaara
Din kaa woh suraj
Hoga raato kaa
Chaand sitaara
Thoda hamaara
Thoda tumhara aayega
Phir se bachapan hamaara
Jeevan ki bagiya mahakegi
Lahakegi chahakegi
Khushiyo ki kaliya
Jhumengi jhulengi phulengi
Jeevan ki bagiya.