wo kam nahi koi chand se
jo utri hai aasman se
wo kam nahi koi chand se
jo utri hai aasman se
jise dekh ke dil ka karar kho jaye
na dikhe to badh jati hai bechaini
chaini ho chaini, chaini ho chaini
wo kam nahi koi chand se
chadhta shabab uspe, gulab sa wo chehra
ankhon me pyar liye beshumar jaise sagar thahra
han, chadhta shabab uspe, gulab sa wo chehra
ankhon me pyar liye beshumar jaise sagar thahra
ye hawa bhi jisko dekh ke balkhaye
na dikhe to badh jati hai bechaini
chaini ho chaini, chaini ho chaini
wo kam nahi koi chand se
uske badan ki khusbu ke phool bhi diwane
masum si kali wo bhala abhi kya jane
ho, uske badan ki khusbu ke phool bhi diwane
masum si kali wo bhala abhi kya jane
wo hanse to sara alam muskaaye
na hanse to badh jati hai bechaini
chaini ho chaini, chaini ho chaini
wo kam nahi koi chand se
jo utri hai aasman se
jise dekh ke dil ka karar kho jaye
na dikhe to badh jati hai bechaini
chaini ho chaini, chaini ho chaini