bhagwan ne jab chhin liya
maa ka saahra, maa ka saahra
itni badi duniya me raha kaun humara
haye kaun humara
bhagwan ne jab chhin liya
maa ka saahra, maa ka saahra
itni badi duniya me raha kaun humara
haye kaun humara
bachpan me hume chhod yaha maa chali gayi
maa kya gayi ke pyar ki duniya chali gayi
haye duniya chali gayi
bachpan me hume chhod yaha maa chali gayi
maa kya gayi ke pyar ki duniya chali gayi
haye duniya chali gayi
dar dar ka bhikhari hai bana
maa ka dulara, maa ka dulara
itni badi duniya me raha kaun humara
haye kaun humara
hum kaun hai jo pyar se najdik bulaye
chun chun ke khilaye hume ga ga ke sulaye
haye ga ga ke sulaye
hum kaun hai jo pyar se najdik bulaye
chun chun ke khilaye hume ga ga ke sulaye
haye ga ga ke sulaye
hum kaun hai humko jo kahe
aankho ka taara, aankho ka taara
itni badi duniya me raha kaun humara
haye kaun humara
jo badnasib hai kahin na unka thikana
apne hai paraye yaha dushman hai zamana
haye dushman hai zamana
beti se jaha baap bhi
karta hai kinara, karta hai kinara
itni badi duniya me raha kaun humara
haye kaun humara
bhagwan ne jab chhin liya
maa ka saahra, maa ka saahra
itni badi duniya me raha