sajan sajan balam balam
pritam pritam kya pukaru tujhe
sajan sajan balam balam
pritam pritam kya pukaru tujhe
pyar kabhi koi naam hai kya
naam se mujhko kaam hai kya
jo dil chahe mujhko bula
mai to hu tera pyar
sajan sajan balam balam
pritam pritam kya pukaru tujhe
tujhse bichhadh ke kaise jiye hum
tu ye jane kaha
takdir se hum fir mil gaye hai
ab kyu rahe duriyan
in baahon se dur kahin
jeena mujhe manzoor nahi
jude hai tere sath kahin
meri sanson ke taar
sajan sajan balam balam
pritam pritam kya pukaru tujhe
pyar kabhi koi nam hai kya
naam se mujhko kam hai kya
jo dil chahe mujhko bula
mai to hu tera pyar
sajan sajan balam balam
pritam pritam kya pukaru tujhe
kali ghata to barso hai barshi
dil hai pyasa bhi
gore badan ki gori ghata to
khul ke bhi barsi na kabhi
aaj chali aanchal ki hawa
aaj giri julfon ki ghata
surkh labon ki fir barsa
pyasi hontho se pyar
sajan sajan balam balam
pritam pritam kya pukaru tujhe
pyar kabhi koi nam hai kya
naam se mujhko kam hai kya
jo dil chahe mujhko bula
mai to hu tera pyar
sajan sajan balam balam
pritam pritam kya pukaru tujhe.