ye hai apni chhail chhabili iski adaa niraali
ho andar se ye rang birangi baahar se ye hai kaali
unchi nichi tedhi medhi raahon pe chalne waali hai
bichhade yaar milaaye jaldi ye hai kaleje waali
ye hai apni chhail chhabili iski adaa niraali
he swaami ji, he mujhe dila do ik aisi hi laila
he jisko chalake
hum bhi banega he draivar waisa chhaila
yaar hum hai truck driver milkar gaaye yahi kawaali
yaar yaar hum truck driver milkar gaaye yahi kawaali
kisi ka pyaar
kisi ka pyaar na lena
dil naa dena yaar de liya
aage badh jaana zindagi ka usul hain
raha jo bhi piche vo hi raahon ki dhul hain
sharm na lage meri maashuk
ae yaaron ae meri takdeer
eh hoi meri sahba-e-sasi eh ho meri heer
ni hove
ni hove ya nevi hove chaandi maangu teer
taime te bich pathan cort to le jaandi kashmir
beliyaan le jaandi kashmir
veer main sach je kahnda
veer main chup nahiyon rahenda
ho main koi bapp hain chhadi
ho main koi chudi vaddi
samunder ho ya dariya tujhe naa waasta ho
waqt tu ho teri manjil ho tera raasta ho
chhahe mausam fija ho
chaahe hasti baharen
tujhe saawan ki mehfil se fijaayen bhi pukaaren
chaahe mausam fija ho
chaahe hasti baharen ho
teri himmate aur hausle teri takdeer sawaarn
o teri himmate aur hausle teri takdeer sawaare
sadaa chalte, sadaa chalte hi jaana
ruk naa jaana yaar beliyaan
aage badh jaana zindagi ka usul hain
raha jo bhi piche vo hi raahon ki dhul hain
tu to hai mushafir safar tera kaam hai
jahan teri subah wahan teri shaam hain
aa aa raahon se raah bnaa le
tu manjil ko gale laga le yaar beliyaan
aage badh jaana zindagi ka usul hain
raha jo bhi piche vo hi raahon ki dhul hain