Chhoti chhoti raatein
Lambi ho jaati hain
Chhoti chhoti raatein
Lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yunhi
Neende kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon
Mein intezaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein
Lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yunhi
Neende kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon
Mein intezaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein
Lambi ho jaati hain
Deewanon si haalat hai apni
Pucho na kya chaahat hai apni
Thaamli maine teri yeh baahen
In baahon mein jannat hai apni
Phool sa khilke mehka hai yeh dil
Phir tujhe chhuke mehka hai yeh dil
Dil ka kya hai yeh to
Harpal bekaraar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Panchhi banke ud jaate dil
Milte hain jab sapno ki manzil
Sapne to phir sapne hote hain
Sach hai yeh kab apne hote hain
Jaag kiya phir dekha kab sapna
Jab koi dil ko lage koi apna
Na dil pe kaabo na khud
Pe ikhtiyaar hoyta hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein
Lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yunhi
Neende kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon
Mein intezaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai.