Door waadiyon se aa rahi hai
Paayalon ki cham cham
In hawaon mein bhi baj
Rahi hai chudiyon ki sargam
Door waadiyon se aa rahi hai
Paayalon ki cham cham
In hawaon mein bhi baj rahi hai
Chudiyon ki sargam
Ek chehra jo khwaabon
Khayalon mein aaye
Aate jaate dil ko deewana banaye
Kore kore kaagaz pe likhna sikhaye
Dheere dheere mujhko
Woh shayar banaye
Woh to subha ki pehli kiran hai
Woh absaro mein khilta kawal
Woh to subha ki pehli kiran hai
Woh absaro mein khilta kawal
Uske liye mein gaata rahoonga
Woh hai meri zindagi ki ghazal
Chori chori in dhadkano mein samaye
Aate jaate dil ko deewana banaye
Kore kore kaagaz pe likhna sikhaye
Dheere dheere mujhko
Woh shayar banaye
Woh to suro ki behthi hawa hai
Woh mere geeto ki awaaz hai
Woh to suro ki behthi hawa hai
Woh mere geeto ki awaaz hai
Mere labon pe puski kahani
Woh to mohabbatbhara saaz hai
Woh to mujhko chahat ka raag sunaye
Aate jaate dil ko deewana banaye
Kore kore kaagaz pe likhna sikhaye
Dheere dheere mujhko
Woh shayar banaye
Door waadiyon se aa rahi hai
Paayalon ki cham cham
In hawaon mein bhi baj rahi
Hai chudiyon ki sargam
Door waadiyon se aa rahi hai
Paayalon ki cham cham
In hawaon mein bhi baj
Rahi hai chudiyon ki sargam.