kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega
dekho tumse acha kaun hai

hargiz na yaki tha humko anhoni baat ye hogi
tum jaan ho do alam ki aur jaan humi par dogi
tum jaan ho do alam ki aur jaan humi par dogi
tum jaan ho do alam ki aur jaan humi par dogi
kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega
dekho tumse acha kaun hai
ek husn ki behati ganga taqdir bhi ban jaye
pyase ke pas nadi bhi khud pyas bhujane aaye
pyase ke pas nadi bhi khud pyas bhujane aaye
pyase ke pas nadi bhi khud pyas bhujane aaye
kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega
dekho tumse acha kaun hai
kab humko khabar thi ae dil rangeen sahar bhi hogi
jo aag hai apne dil me vo aag udhar bhi hogi
jo aag hai apne dil me vo aag udhar bhi hogi
jo aag hai apne dil me vo aag udhar bhi hogi
kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega
dekho tumse acha kaun hai
kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
pani me aag lagegi pathar bhi pighal jayega
dekho tumse acha kaun hai
dekho tumse acha kaun hai
dekho tumse acha kaun hai.