rangat teri surat si kisi me nahi nahi
khusbu tere badan si kisi me nahi nahi
rangat teri surat si kisi me nahi nahi
khusbu tere badan si kisi me nahi nahi
rangat teri surat si kisi me nahi nahi
dekha tha jo bahaar ka sapana tu hi to hai
jiska tha intjaar vo apna tu hi to hai
jiska tha intjaar vo apna tu hi to hai
har dam ye shararat kisi me nahi nahi
khusbu tere badan si kisi me nahi nahi
rangat teri surat si kisi me nahi nahi
yu to hasin lakh hai duniya ki rah me
aata nahi hai koi bhi meri nigaho me
aata nahi hai koi bhi meri nigaho me
tujhme hai jo agan kisi me nahi nahi
khusbu tere badan si kisi me nahi nahi
rangat teri surat si kisi me nahi nahi
tere hasi khyal me raho me chha gaye
duniya ko chhod kar tere pahalu me aa gaye
duniya ko chhod kar tere pahalu me aa gaye
humdm ye mohbaat kisi me nahi nahi
khusbu tere badan si kisi me nahi nahi
rangat teri surat si kisi me nahi nahi
khusbu tere badan si kisi me nahi nahi
rangat teri surat si kisi me nahi nahi.