jannat se aayi piya mai tujhe lene
sukariya ji yaha mai hu maje me
duniya hamari hai sitaro ki duniya
meri bhi duniya baharo ki duniya
rani gagan ki kahti hai aaja
mai bhi hu apni dharti ka raja
ae chahe tu kya jane aa
mere sang diwane dikhlau apna jaha
pari re tu kaha ki
pari hai dharti pe aayi kaise
kaise kahu lagan teri yaha mujhe layi kaise
ke jaanejaa bandi chali aayi kaise
mere jaha me bhi hire moti ke mahal hai
mere jaha me bhi to yaro ke dil hai
masti me tu bhi chal mere chaman me
jannat ki khusbu yaha ki pawan me
apni zami hai jannat hamari
thukaro na yu chahat hamari
na kar aisi nadani sun o
pariyo ki rani tu kaha or mai kaha
kaise kahu lagan teri mujhe yaha layi kaise
pari re tu kaha ki pari dharti pe aayi kaise
ke bolo ji chavi dikhlayi kaise.