ye nazar aur ye adaaye, mera dil aur meri bahein
pa pa pa pe ra pa papa pa pa pa ra
ye nazar aur ye adaaye, mera dil aur meri bahein
dhundhe kiske nishan, puche kiska pata
tu to nahi woh bata
ye nazar aur ye adaaye, mera dil aur meri bahein
dil kabhi dhadke, kabhi tadpe, kabhi tarse
kyun aisa sada kehde, koi mujhse ye chupke se
silan si kyun ho rahi, reshmi jism mein o u o
saans reh reh ke, thami jaye jami jaaye
na jane nigaho mein, saje sapne ye kiske
kaun woh hai jiske liye, itane betaab hai
ye nazar aur ye adaaye, mera dil aur meri bahein
gungunate jhilmilate jagmagate se
ye lamhe hai ek pal ke, inhe jee bharke aa jee le
saath mere sab bhul ke, waqt kehta yahi o o ho
paas aa mere, jara sun le jara keh de
haule se sabi baatein, dabi hai dil mein jo tere
khwaab tere puchhe jise, main hu shaayad wahi
ye nazar aur ye adaaye, tera dil aur teri bahein
sab se kehde jara tere dil ka karar, shayad tujhe mil gaya
ye nazar aur ye adaaye, tera dil ye teri bahein
sab se kehde jara tere dil ka karar, shayad tujhe mil gaya
ye nazar aur ye adaaye, tera dil ye teri bahein
sab se kehde jara tere dil ka karar, shayad tujhe mil gaya.