na mano to koi shikayat nahi magar ye na kehna mohabaat nahi
na mano to koi shikayat nahi magar ye na kehna mohabaat nahi
na mano to koi shikayat nahi magar ye na kehna mohabaat nahi
mohabaat tumhe hamse hogi jarur, mohabaat tumhe
mohabaat tumhe hamse hogi jarur
magar ye baat ye yaad rakhna huzur, rakhna huzur
hame roz marne ki aadat nahi magar ye na kehna mohabaat nahi
na mano to koi shikayat nahi magar ye na kehna mohabaat nahi
dilaye tumhe kis tarah hum yaki, dilaye tumhe
dilaye tumhe kis tarah hum yaki
tumhare siwa dil me koi nahi, koi nahi
tumhe baat karne ki fursat nahi magar ye na kehna mohabaat nahi
na mano to koi shikayat nahi magar ye na kehna mohabaat nahi
kiye hai jo is dil pe tumne sitam, kiye hai jo
kiye hai jo is dil pe tumne sitam
lagaye hue hai kaleje se hum, kaleje se hum
sitam ab uthane ki himat nahi magar ye na kehna mohabaat nahi
na mano to koi shikayat nahi magar ye na kehna mohabaat nahi.