gore gore pawo me payaliya baandh ke
kali kali aankho me kajaliya daal ke
hoy gore gore pawo me payaliya baandh ke
kali kali aankho me kajaliya daal ke
dhire dhire le gayi gori dil nikal ke
ho payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
he gore gore pawo me payaliya baandh ke
are kali kali aankho me kajaliya daal ke
are dhire dhire le jaungi dil nikal ke
ho payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
ho tera joban hain chandi sona
sari duniya teri diwani
chandan jaise kore tan pe
aa likh de prem kahani
duniya ki najro se
rakh khud ko sambhal ke
teri khatir ho gaye ham, to solah saal ke
are teri khatir ho gaye ham, to solah saal ke he
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
o jhumka dole ye ka bole
lahrake chunariya bulaye
ho tera rup sajan kaise darpan me
tu hi bata de samaye
hay tune chuma to, phul khil gaye mere gaal ke
lakho me tujhe chuna hain, maine dekh bhal ke
lakho me tujhe chuna hain, maine dekh bhal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
he gore gore pawo me payaliya baandh ke
are kali kali aankho me kajaliya daal ke
are dhire dhire le jaungi dil nikal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke
payaliya bandh ke, kajaliya daal ke