nigahe khul ke mila nain kyu churata hai
nigahe khul ke mila nain kyu churata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
meri nigahe ko jab koi aajmata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
abhi kamsin abhi nadan ho meri jaanejigar
tumhare husan ko lag jyegi hamare nazar
hum ek aag hai shola hai
humse mat uljho pighal na jao kahi mom si meri dilbar
teri sanso me pighal jaungi khushbu banke
teri baho me simat jau mein pehlu banke
teri dhadkan me sama jau mein jadu banke
pass aake dekh le ek baar mera tu banke
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
tumhare aage mahkata hai gulab kya hoga
tu laazwab hai tera jawab kya hoga hai
hai tamanna ke samatu tujhe nigaho me
tumse pyara koi nigaho ka khawab kya hoga
ye meri julphe ke madhosh ghata tere liye
ye meri saukh jawani ki ada tere liye
sun mere dil ki dhadkano ki sada tere liye
peele peele meri ankho ka nasha tere liye
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
nigahe khul ke mila nain kyu churata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
meri nigahe ko jab koi aajmata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai
wo dil se jata hai wo jaan se jata hai
kahe sharmata hai kahe ghabrata hai