tumsa koi nahi zamane me
tumsa koi nahi zamane me
sari duniya ko aazmaya hai
aisa lagta hai tujhko malik ne
aisa lagta hai tujhko malik ne
sirf mere liye banaya hai
tumsa koi nahi zamane me
phool jo bhi khile hai gulshan me
mahak tere badan ki aayi hai
phool jo bhi khile hai gulshan me
mahak tere badan ki aayi hai
honth jab bhi khile hai tere sanam
sari duniya hi muskurai hai
jab bhi dekha hai chand ko maine
jab bhi dekha hai chand ko maine
mujhko tera khayal aaya hai
tumsa koi nahi zamane me
shokhiya aapne sikhayi hai
mast sawan ki in hawaon ko
shokhiyan aapne sikhayi hai
mast sawan ki in hawaon ko
dekh kar aapki siya zulfe
sharam aane lagi ghataon ko
bhiga bhiga sa ye badan tauba
bhiga bhiga sa ye badan tauba
mera imaan dagmagaya hai
tumsa koi nahi zamane me
tu farishta hai aasmano ka
meri duniya mera naseeb hai tu
tu farishta hai aamano ka
meri duniya mera naseeb hai tu
meri nazro me tu samayi hai
mere dil ke bhut karib hai tu
ab na bichdenge zindagi me kabhi
ab na bichdenge zindagi me kabhi
humko takdeer ne milaya hai
tumsa koi nahi zamane me