Kuchh log yaha par aise hai
Kuchh log yaha par aise hai
Kuchh log yaha par aise hai
Har rang me rang badalate hai
Har rang me rang badalate hai
Hum unko aur samajhate hai
Par wo kuchh aur nikalte hai
Kuchh log yaha par aise hai
Apne matlab se matlab
Kisi aur se inko kya matlab
Kisi aur se inko kya matlab
Begane se ban jate hai jab
Nikal jaye inka matlab
Koi kaise inke sath chale
Koi kaise inke sath chale
Har mod pe raah badalte hai
Kuchh log yaha par aise hai
Humse ye kaisi bhul hui
Pahle na inhe pahchan sake
Pahle na inhe pahchan sake
Jab uth gaya parda chehre se
Tab asli surat jaan sake
Kya milta hai in logo ko
Kya milta hai in logo ko
Jane kyu aisa arth hai
Kuchh log yaha par aise hai
Har rang me rang badalate hai
Hum unko aur samajhate hai
Par wo kuchh aur nikalte hai
Kuchh log yaha par aise hai.