jaha kabhi dil ne khayi thokar ho
ho jaha kabhi dil ne khayi thokar
wahi dar dhundhe ye pagal
hath se chhudaya jisne aanchal
o hath se chhudaya jisne aanchal
kare yaad usko harpal
ye hai kaisa rishta, ye hai kaisa bandhan
ye hai kaisa rishta, ye hai kaisa bandhan
har lamha
har lamha uski yaad sataye
to kya kare
uska khayal dil se na jaye
to kya kare
kabhi lage pyara jaise sajan
ha kabhi lage pyara jaise sajan
kabhi lage jaan ka ye dushman
kabhi nafrato me palta hai ha
kabhi aansuo me dhalta hai
ise pyar kahte hai
kai rup dekho ye badle
kai rup dekho ye badle
kai rang dekho ye badle
ye hai kaisa rishta, ye hai kaisa bandhan
ye hai kaisa rishta, ye hai kaisa bandhan
har lamha
har lamha uski yaad sataye
to kya kare
uska khayal dil se na jaye
to kya kare
o pyar ye agar saccha ho ae dil
tujhko raah milegi
jaha milegi tujhko thokar wahi panha milegi
jaha kabhi dil ne khayi thokar
o jaha kabhi dil ne khayi thokar
wahi dar dhundhe ye pagal
hath se chhudaya jisne aanchal
o hath se chhudaya jisne aanchal
kare yaad usko harpal
ye hai kaisa rishta, ye hai kaisa bandhan
ye hai kaisa rishta, ye hai kaisa bandhan