phool yeh chota sa dekho jab paudha ban jata hai
paudha ban jata hai
khwaisho ka tokra bharne ka chaska lag jata hai
chaska lag jaata hai
yeh bhi laa do, woh bhi laa do paiso ki yeh holi hai
jo bhi laa do kum padega aasmaan se badi jholi hai
na na na na na
yeh khada, woh khada, lao rokda, rokda, rokda
yeh khada, woh khada, lao rokda, rokda
paudha yeh chota sa dekho jab pedh ban jaata hai
pedh ban jaata hai
zindagi aish me jeene ka chaska lag jaata hai
yeh bhi laa do, woh bhi laa do paiso ki yeh holi hai
jo bhi laa do kum padega aasmaan se badi jholi hai
na na na na na
yeh khada, woh khada, lao rodkda, rodkda rodkda
yeh khada, woh khada, lao rodkda, rodkda
is lamhe me yu simat gaya sa hai mera aaj aur kal
haath me ek haath ho yeh chaahe dil har pal
ankahi baato ka ankaha rang chadh jaata hai
apno ko sirf apna hi samajhne ka chaska lag jaata hai
lag jaata hai, lag jaata hai
yeh bhi laa do, woh bhi laa do paiso ki yeh holi hai
jo bhi laa do kum padega aasmaan se badi jholi hai
na na na na na
yeh khada, woh khada