Tera karam hi teri vijay hai
Teri vijay hai
Tera karam hi teri vijay hai
Teri vijay hai
Har waqt hai imtihaan ka
Dastur hai ye jahan ka
Har waqt hai imtihaan ka
Dastur hai ye jahan ka
Tera karam hi teri vijay hai
Teri vijay hai
Andha hai har safar
Har sans mein ajnabi
Apni hi khoj mein
Khoya hai har aadmi
Andha hai har safar
Har sans mein ajnabi
Apni hi khoj mein
Khoya hai har aadmi
Juthe hai sare sahare
Riste humare tumhare
A waqt ke khel saare
Tera karam hi teri vijay hai
Teri vijay hai
Har waqt hai imtihaan ka
Dastur hai ye jahan ka
Har waqt hai imtihaan ka
Dastur hai ye jahan ka
Tera karam hi teri vijay hai
Teri vijay hai
Pathar ki hai jamin
Hai dur ghar aasamaan
Phir bhi ye zindagi
Jeena hai sabko yaha
Pathar ki hai jamin
Hai dur ghar aasamaan
Phir bhi ye zindagi
Jeena hai sabko yaha
Kis hath mein kya likha hai
Pahle se kis ne padha hai
Jane mukdhar mein kya likha hai
Tera karam hi teri vijay hai
Teri vijay hai, vijay teri vijay hai
Har waqt hai imtihaan ka
Dastur hai ye jahan ka
Har waqt hai imtihaan ka
Dastur hai ye jahan ka
Tera karam hi teri vijay hai
Teri vijay hai.