gam raha jab tak ke dum me dum raha
gam raha jab tak ke dum me dum raha
dil ke jaane ka nihaayat gam raha
gam raha jab tak ke dum me dum raha
dil ke jaane ka nihaayat gam raha
gam raha jab tak ke dum me dum raha
mere rone ki hakikat jisme thi
ek muddat tak vo kaagaj nam raha
gam raha jab tak ke dum me dum raha
dil na pahucha goshaye daamad talak
dil na pahucha goshaye daamad talak
dil na pahucha goshaye daamad talak
dil na pahucha goshaye daamad talak
katra ek hokar nigaah par jam raha
gam raha jab tak ke dum me dum raha
subahe pire shaam hone aayi
subahe pire shaam hone aayi
subahe pire shaam hone aayi
subahe pire shaam hone aayi
tu na jeeta yaha bahut din kam raha
gam raha jab tak ke dum me dum raha
dil ke jaane ka nihaayat gam raha
gam raha jab tak ke dum me dum raha
jab tak ke dum me dum raha
jab tak ke dum me dum raha
jab tak ke dum me dum raha