duniya ne mujhe tadpaya kismat ne mujhe uljaya
mere pyar ne mujhko sataya mere yaar ne mujhko rulaya
to meri janam kundali meri janam kundali dekh ke
itna to batla de jo todd ke bandhan prem deewani
preetam ki kab hogi meri janam kundali dekh ke
itna to batala de jo todd ke bandhan prem deewani
preetam ki kab hogi
are janam kundali bhul ke bala karam kundali pe aa ja
jo baato se na mana vo lato se ab manega
ye preet bani kyu dushman ye pyar kaha le aaya
najuk ye dil ka sheesa iss pathar se takraya
kab waqt ka palte pasa aise bhi waqt aate hai
dil ke najuk sheese se pathar bhi tuth jate hai
are waqt pyar ke dushman ko din me taare dikhla dega
jo baato se na mana vo lato se ab manega
uski mahfil me dil bande sone chandi ki janjeere
vo kagaz ke tukaro pe likhta hai pyar ki taqdeere
sone chandi ki maaya taqdeer kya badlegi
toofan uthega aisa kagaz ki naav dubegi
jab paani sar chadh jaye sailab aata hai
jab paap bad jaye to sab dub jata hai
koi raban ad jaye to fir raam aata hai
jab raam fas jaye to hanuman aata hai
pyar agar jidh pe aaya to paani me aag laga dega
jo baato se na mana vo lato se ab manega
meri janam kundali dekh ke itna to batla de jo
todd ke bandhan prem deewani preetam ki kab hogi
are janam kundali bhul ke bala
karam kundali pe aa ja jo baato se na mana
vo lato se ab manega