Jeevan Hai Bekar Bina Tumhare Lyrics | Wapas

                        
                        jivan hai bekar bina tumhare bina tumhare
jivan hai bekar bina tumhare bina tumhare
suna sab sansar bina tumhare bina tumhare
suna sab sansar bina tumhare bina tumhare
bina tumhare in nainan me
bina tumhare in nainan me ghor andhera chaye
bina tumhare in nainan me ghor andhera chaye
chalti hui hawa tham jaye chalti hui hawa tham jaye
sukh ki sans na aaye sukh ki sans na aaye
tute dil ke taarbina tumhare bina tumhare
tute dil ke taar bina tumhare bina tumhare

hamse na bedh chupao sajni hamse na bedh chupao
khud bano na hame banao
hamse na bedh chupao sajni hamse na bedh chupao
man me aur juban par bhala ye kaisa dhokha
man me aur juban par bhala ye kaisa dhokha
jiski man me chah usi ye ko roka vo toka
jiski man me chah usi ko ye roka vo toka
kon kaha preet use ye kaisa ulta pyar
ye kaisa ulta pyar jivan hai bekar
bina tumhare bina tumhare suna sab sansar
bina tumhare bina tumhare

tum ho tum ho paas to ujhdi bagiya
pal bhar me bas jaye pal bhar me bas jaye
maut jindagi bane anokhi maut jindagi bane anokhi
rangat muh par aaye rangat muh par aaye
mast hawa me hasi khushi ki mast hawa me hasi khushi ki
gunj uthe jankar gunj uthe jankar
jivan hai bekar bina tumhare bina tumhare
suna sab sansar bina tumhare bina tumhare