kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me
raah me chalte chalte raahi kho gaye bekhudi me

kisko pata tha chandni jayegi kali ghata chayegi

thandi fuhar hame paas paas layegi baat ban jayegi
dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi me
kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me
raah me chalte chalte raahi kho gaye bekhudi me
kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me
nindiya ke badal ghir ghir aaye hai
o aankho pe chaye hai
rang bhare sapno ko sang sang laye hai
jaal bichaye hai
pyar ki khusbu mahak rahi hai sanso ki ragini me
dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi me
kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me
raah me chalte chalte raahi kho gaye bekhudi me
kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me
kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me
raah me chalte chalte raahi kho gaye bekhudi me
kabhi kabhi aisa bhi to hota hai jindagi me.