Kyun aajkal neend
Kum khwaab zyada hain
Lagta khuda ka koi
Nek iraada hain
Kal tha fakir aaj
Dil shehzada hain
Lagta khuda ka koi
Nek iraada hain
Kya mujhe pyar hain aah
Kaisa khumaar hain aah
Kya mujhe pyar hain aah
Kaisa khumaar hain aah
O o o o o
Meri duniya
Pathhar ke in raston pe
Phulon ki ek chadar hain
Jabse milen ho hamko
Badla har ek manzar hain
Dekho jahaan mein
Neele neele aasmaan tale
Rang naye naye hain
Jaise ghulte hue
Soye se khwaab mere
Jaage tere waaste
Tere khayaalon se hain
Bheege mere raaste
Kya mujhe pyar hain aah
Kaisa khumaar hain aah
Kya mujhe pyar hain aah
Kaisa khumaar hain aah
O o o o o
Tum kyon chale aate ho
Har roz in khwabon mein
Chupke se aa bhi jaao
Ek din meri baahon mein
Tere hi sapanen andheron
Mein ujaalon mein
Koi nasha hain teri
Aankhon ke pyaalon mein
Tu mere khwaabon mein
Jawaabon mein sawaalon mein
Har din chura tumhein
Main laata hoon khayalon mein
Kya mujhe pyar hain aah
Kaisa khumaar hain aah
Kya mujhe pyar hain aah
Kaisa khumaar hain aah.